is jaankari ko chhod dein

yahova ke sakshiyon ki mandliyaan kis tarah sangathit hain?

yahova ke sakshiyon ki mandliyaan kis tarah sangathit hain?

har mandli mein pracheenon ka ek nikay hota hai jo mandli ki dekhrekh karta hai. kareeb 20 mandliyon se milkar ek circuit banta hai. samay-samay par mandliyon ka daura karne ke liye safri pracheen aate hain jinhein circuit nigran kaha jaata hai.

shaasi nikay mandliyon ko bible par aadharit nirdeshan aur hidaytein deta hai. yah nikay aise logon se milkar bana hai jo lambe arse se sakshi hain aur filhal brooklyn, new york mein yahova ke sakshiyon ke antarrashtreeya daftar mein kaam kar rahe hain.—preshiton 15:23-29; 1 timuthiyus 3:1-7.