is jaankari ko chhod dein

unke vishvas ki misal par chaliye​—bible mein darz logon ki kahani

jalpralay se lekar aazad hone tak

ayyoob—“main marte dam tak nirdosh bana rahoonga!”

jaaniye ki bible mein the gayi ayyoob ki kahani se hamein dukh-takleefein aur vishvas ki pareekshayen sehne ki himmat kaise milegi.

israel ke pehle raaja se lekar yeeshu ke janm tak

yonatan—‘yahova ke liye koi baat rukavat nahin hai’

yonatan akele hi apne ek sevak ke saath palishtiyon ki ek badi sena se ladne gaya. iska jo nateeja hua, woh itihas mein yaadgar ban gaya.

daavid aur yonatan​—‘unke beech gehri dosti ho gayi’

aise do logon ke beech gehri dosti kaise ho sakti hai jinki parvarish aur umra mein zameen-aasman ka fark hai? unki kahani se aap dosti karne ke baare mein kya seekh sakte hain?

eliyah—usne ant tak dheeraj rakha

eliyah ne jis tarah dheeraj rakha, usse hum seekhte hain ki hum mushkilon ke dauran kaise apna vishvas mazboot kar sakte hain.